Aik Munder main buri neeyat wale gaeb ho jate
Aik Munder main buri neeyat wale gaeb ho jate they
.Amitab gya wog gayab, Hirithik gya woh gayab,
Akshey gya woh gayab, Ashwarya gai Bhagwan gayab
Aik Munder main buri neeyat wale gaeb ho jate they
.Amitab gya wog gayab, Hirithik gya woh gayab,
Akshey gya woh gayab, Ashwarya gai Bhagwan gayab
Shaadi mein ek pathan bahut der tak khana kha raha tha.
Kisi ne poocha kab tak khaoge?
Pathan: Mein toh khud kha-kha ke dukhi hoon,
Per kya karon card mein likha tha Dinner 7 PM to 10 PM.
ek din sardar ki biwi sardar se kehti hai
k hamari bachi jawan hogai hai jaoo ja ker kesi
achey se rishtay ko talash ker k laoo or haan larka 26 sal ka hona chahye
toh sardar kehta hai agar 26 ka larka na miley to do 13 13 k le aoon!!
Sardar’s Son: I want glasses.
meri door ki nazar kamzor hai!â€
Sardar took him out and asked: “Woh kia hai.?â€
Sardar’s Son: “Surajâ€
Sardar: “Salay Aur Kinni Duur Dekhna Chahta hai!!â€
Sardar ko uska sasur peet raha tha
Why?
His wife delivered a baby.
Doctor sent him sms “mubarak ho aap baap ban gayeâ€
Sardarjee forwarded the sms to all his friends.
Aadmi: Mein apko kal sey phone kar
raha hoon aap phone kyun nahi utha rahey hain?
Pathan: Oye yeh jo 20 rupay ka gana lagwaya hai yeh
tera baap sunay ga kia!!
Do Pathan tree par beth kar gana gaa rahe thay,
achanak eik pathan ulta latak kar gana shru hogaya!
Dosra pathan bolo: “Oye ulta latak kar kyu gaa rahey hoo?â€
Pehla bola: “Mein ’side B’ gaa raha hun!!â€
Wife: Woh admi jo drink kar raha hai,
Usko maine 10 saal pehle shadi ke liye inkaar kia tha.
Dekho who aaj tak sharab pee raha hai!
Husband: Wow! itni lambi celebration!
Anil road par nanga bhag raha tha.
Sunil ne usse rok kar poocha: Arre bhai esa kyu kar rahe ho,
kyu nanga bhag rahe ho, tumhe sharam nahi aati?
Anil: Kyu ki aaj tum jaldi ghar aagaye, Issi liye.