Category: Santa Banta Jokes

Agar tumhe kuch ho gaya

Santa: Agar tumhe kuch ho gaya to mein pagal ho jaaunga.

Wife: Doosri shaadi to nahin karogey?

Santa: Pagal ka kya hai, kuch bhi kar sakta hai.