Arz kiya hai
Arz kiya hai
Bahaar aane se pehle fiza aa gayi,
ki bahaar aane se pehle fize aa gayi,
Aur phool khilne se pehle…..
…. bakri kha gayi
Arz kiya hai
Bahaar aane se pehle fiza aa gayi,
ki bahaar aane se pehle fize aa gayi,
Aur phool khilne se pehle…..
…. bakri kha gayi
Ab tak meri life ek khuli botal thi,
jis mein se sab perfume ki tarah ud jata tha.
Par aap ke aane se sab kuch ruk gaya.
Bhagwan kare aap jaisa DHAKKAN sabko miley
Gal: Is dress ka kya price hai?
Shopkeeper: Sirf 5 kiss.
Girl: Aur us dress ka?
Shopkeeper: 10 kiss.
Girl: Dono dress pack kar do, bill dadi dengi.
Police: Tumhe kal subah 5 baje phansi di jayegi.
Sardar: Ha ha ha!
Police: Kyu hass rahe ho?
Sardar: Main toh subah 8 baje tak sota hoon!