Posts tagged: Santa and Banta Jokes

Isme suicide karne waali kya baat thi

Frog: Tumhare paas dimaag nahin hai.
Santa: Hai.
Frog: Nahin hai.
Santa: Hai.
Frog: Nahin hai and jumps into the well.
Santa: Isme suicide karne waali kya baat thi?


Agar tumhe kuch ho gaya

Santa: Agar tumhe kuch ho gaya to mein pagal ho jaaunga.

Wife: Doosri shaadi to nahin karogey?

Santa: Pagal ka kya hai, kuch bhi kar sakta hai.