Posts tagged: Short Hindi Jokes

chata leke ja

Sardar: Mere podho ko pani de ramu.
Ramu: Sir barish gir rahi hai!
Sardar: Bahana nahi chahiae, chata leke ja…


Main toh aaya hi nahi tha

Pathan ko dost ne khanay pe bulaya.
Pathan jab dost ke ghar aaya toh ghar pe tala laga tha,
Aur likha tha maine bewaqoof banaya tumko.
Pathan ne Hoshiyari dikhai or niche likh diya,
“Main toh aaya hi nahi tha”